Archive for February, 2011

TUM Ko Na Bhool Payen gay: Mubaarak eid mubaarak

Friday, February 18th, 2011

TUM Ko Na Bhool Payen gay: Mubaarak eid mubaarak Lyrics

MALE 1– Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Hoye, assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar – 2 Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak – 2 (Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram Hindu Muslim Sikh Isaai, sab ko hai salaam) – 2 –FEMALE– Bas pyaar hi aaghaaz ho aur pyaar hi anjaam Khushiyon ke is mausam ki kabhi na aaye shyaam

-MALE 1– Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Hoye, mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Ho ho ho ho, ho ho ho ho, ho ho ho ho ho – 2 –CHORUS– Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak

–MALE 1– Ho, jo bhi samjhe pyaar ko Voh hai sab ka yaar Pyaar nahin to kuch bhi nahin Pyaar se hai sansaar –MALE 2– (Oye Eid da jappi paake yaaron Rab da shukar manaaye) – 2 Arre tera mera chadke yaaron sabno gale lagaaye Ke main jhooth boliya, o ke main kufer toliya O ke main jhooth boliya, ke main kufer toliya – 2 –FEMALE– Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar –MALE 1– Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, hoye mubaarak Eid mubaarak –FEMALE– Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak

–MALE 1– Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak – 2 –CHORUS– Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak – 2

TUM Ko Na Bhool Payen gay: Mubaarak eid mubaarak Video

QAYAMAT: Woh ladki bahut yaad aati he Video Music Lyrics

Friday, February 18th, 2011

QAYAMAT: Woh ladki bahut yaad aati He

Ab Kyon Milna Chaahte Ho Mujhse Bolo Chup Kyon Ho Bolo Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum Chaaro Taraf Tanhayi Hai Chaaro Taraf Tanhayi Hai Ek Udaasi

Chaayi Hai Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai Bechaini Hain Saason Mein Dard Utha Hai Seene Mein Bichad Ke Apne Dilbar Se Aaye Maza Na Jeene Mein Kitna Mujhe Tadpati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh

Ladki Bahut Yaad Aati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

QAYAMAT: Woh ladki bahut yaad aati He Video

QAYAMAT: Dil chura liya Music Video Lyrics

Friday, February 18th, 2011

QAYAMAT: Dil chura liya Lyrics

Mere Dilbar Mere Janam Maine Tumse Pyaar Kiya Re Bechaini Badhti Jaati Hai Tu Ne Kaisa Dard Diya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re

Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya

Pao Zameen Pe Padte Nahin Ab Main Udne Lagi Hoon Hawa Mein Khushboo Banke Bikhri Padi Hoon Teri Zulfen Aaj Fiza Mein Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re

Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri In Baahoon Mein Mujhko Ab To Jeena Marna Hai Soch Liya Hai Had Se Zyaada Ab Ishq Tujhe Karna Hai Maine Maana Tujhe Hi Piya Re Maine Maana Tujhe Hi Piya Re

Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya

Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya

QAYAMAT: Dil chura liya Video

QAYAMAT: Aitbaar nahin karna Music Video Lyrics

Friday, February 18th, 2011

QAYAMAT: Aitbaar nahin karna Lyrics

Main Uske Liye Mar Chuki Hoon Woh Bhi Aap Ke Yaadon Mein Pal Pal Mar Rahan Hai To Kehdo Use Ke Un Yaadon Ki Cheeta Bana Ke Jalade Us Cheeta Se Uthta Dhua Bhi Aap Ke Pyaar Ka Hi Hoga

Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Ikraar Nahin Karna Jaan-Nisaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Manzile Bichad Gayi Raaste Bhi Kho Gaye Aaye Phir Na Lautke Jo Deewaane Ho Gaye Chaahaton Ki Bebasi Doorio Ke Gum Mile Bekaraariya Mili Chain Yaar Kam Mile Bekaraar Nahi Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Koi To Wafa Kare Koi To Jafa Kare Kisko Hai Pata Yaha Kaun Kya Khata Kare Aisa Na Ho Ishq Mein Koi Dil Ko Tod De Beech Raah Mein Sanam Tera Saath Chod De Izhaar Nahin Karna

Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

QAYAMAT- Aitbaar nahin karna Video

AAS: Mar jawaan mit jawaan Music Video Lyrics

Friday, February 18th, 2011

AAS: Mar jawaan mit jawaan Lyrics

mar jaava jaava – 2 mar jaava mit jaava mar jaava – 2 ishq mein dil kya jaan bhi naam tere kar jaava mar jaava jaava mar jaava mit jaava mar jaava – 2

ishq mein dil kya jaan bhi naam tere kar jaava mar jaava jaava mar jaava mit jaava mar jaava ho ban gaya tera main chand mulakaato mein tu hi samaayi hain mere khayalato mein pher nigaahein na apne deewane se haar na

maanunga main dil aajmaane se teri mohabbat aur nasha mainu bada tarsawa mar jaava jaava mar jaava mit jaava mar jaava – 2 ishq mein dil kya jaan bhi naam tere kar jaava mar jaava jaava mar jaava mit jaava mar jaava mar jaava mar jaava mit jaava rabba mere rababa mera dil dhadkaaye tu mere ishaare

kyon samajh na paaye tu tere zidd ke aage toh haari main haari main jaan gayi yaara teri bekaraaari mein sun dildaara maine toh chun li teri alava mar jaava mit jaava mar jaava – 2 ishq mein dil kya jaan bhi naam tere kar jaava mar jaava jaava mar jaava mit jaava mar jaava – 2 mar jaava mit jaava mar jaava…

AAS: Mar jawaan mit jawaan Video

AAS: Dilnashi Music Video Lyrics

Friday, February 18th, 2011

AAS: Dilnashi Lyrics

dil ke jahan mein ek aag si lagi hain ho dil ke jahan mein ek aag si lagi hain main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi – 6 dilnashi

dil ke jahan mein ek aag si lagi hain main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi – 6 dilnashi

bayan karu main kaise jahaan sunau main kaise tujhko dikhau kaise dhadkan ki hulchul ko maane na kehna mera kaise sambhalu main is dil paagal ko tu mera armaaan tu meri chahat tu mera pyar hain ishq ke toofan mein ek aag si lagi ahin main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi

6 dilnashi – 6 tere hasin chehre pe teri khuli jhulfo pe teri zuki aankho pe main pal pal marta hu deewangi se jyada dil ki lagi se jyada is jindagi se jyada ishq tujhse karta hu tu meri khawhish tu meri saansein tu mera chain hain jazbo ke makaam mein ek aag si lagi ahin main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi – 6 dilnashi – 6

AAS: Dilnashi Video

AAS: Aapki kashish sarfarosh Music Video Lyrics

Friday, February 18th, 2011

AAS- Aapki kashish sarfarosh Lyrics

aapki kashish sarfarosh hain aapka nasha yu madhosh hain

kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain – 2) -

aapki kashish sarfarosh hain baairiyan chav ka jaadu

joh chal gaya deewana main ho gaya dil machal gaya halka dhuan utha mausam badal gaya roshan hua sama parwaana jal gaya jaagi re jaagi re main soyi teri hi yaado mein khoyi ab mera jahaan teri aaghosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain -

duba rahu sada tere khayalo mein uljha rahu sada tere sawalo mein tere bina kahi ab na karaar hain jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain jaana re jaana re maine jaana tu mera tu mera deewana na meri khata na mera dosh hain

aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain – 2 aapki kashish sarfarosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain – 2

AAS- Aapki kashish sarfarosh Video

Veer: Meherbaniyan Video Music Lyrics

Tuesday, February 15th, 2011

Veer: Meherbaniyan Lyrics

Kitna Rang ate jate hai
Apke doo rukhsaron per

Ara Kitne Rang ate jate hain
Apke do rukhsaron per

Ek Haya ka rang gulabi
Dhoop chadi kohsaro per

Kitne Rang ate jate hai
Apke do rukhsaron per
Are ek ada masoom hai
Har ek ada meherban

Meherbanian Haye Meherbanian Azi Meherbanian
Badi Meherbanian Meherbanian Haya

Azi Meherbanian Badi Meherbanian

Raat ki baat hai Baat hai mere khawab ki
Adhi raat ko Han Zara zara halka
Zara zara chalka Asman pa raat ko
Ap Tha ya pura chand tha Adhi raat ko
Han Zara zara halka Zara zara chalka

Are Kitne Rang ata jate hai
Apke doo rukhsaron par
Are ik ada masoom hai
Har ik ada meherban

Meherbanian Haye Meherbanian
Azi Meherbanian Badi Meherbanian

Meherbanian Haye Azi Meherbanian
Badi Meherbanian Kis ko Hosh hai

Hosh hai kis ko Ishq main
Dil madhosh hai re Pade ankh kahin
Re pade pao kahin Madhosi main hosh hai
Ap hai mera samne Are mujhko tham lo zara
re Pade ankh kahin Re pade pao kahin

Are Kitna Rang ata jate hai
Apke doo rukhsaron par
Are ik ada masoom hai
Har ik ada meherbaan

Meherbanian Haye Meherbanian
Azi Meherbanian Badi Meherbanian

Meherbanian Haye Azi Meherbanian Badi Meherbanian

Veer: Meherbaniyan Video


Veer: Surili akhiyon wale Music Video Lyrics

Tuesday, February 15th, 2011

Veer: Surili akhiyon wale Lyrics

Surili anhkiyun wala
Suna hai teri ankhiyon sa
Behti hai nandein aur needun main sapna
Kabhi to kinara pa
Utar mera sapno sa
Aja zameen pa aur mil ja kahin pa
Mil ja kahin
O oo O
Mil ja kahin Samay sa pare
Samay sa pare Mil ka kahin

Tu bhi ankhiyon sa kabhi meri ankhiyon ki sun
Surili anhkiyon wala Suna hai teri ankhiyon sa

Jana tu kahan hai Udti hawa pa tere
Pairun ka nishan dekhe

Jane tu kahan hai Udti hawa pa tere
Pairun ka nishan dekhe

Dhundha hai zameen pa
Jana hai falak pa
Sara asman dekhe
Mil ja kahin Samay sa para
Samay sa para

Mil ka kahin
Tu bhi ankhiyon sa kabhi meri ankhiyon ki sun
Surili anhkiyon wala
Suna hai teri ankhiyon sa

Everytime i looking to your eyes
I see my paradise
These stars are shining where up in the sky
painting world of desire

You are the one i waiting for
Everytime i looking to your eyes
I see my paradise
These stars are shining where up in the sky
painting world of desire

Ooth mein chupka Dekh rahe tha
Chand ke pecha pecha tha

Ooth mein chupka Dekh rahe tha
Chand ke pecha pecha tha

Sara jahan dekha Dekha na ankhon main Palkon ke necha tha
ah chal kahin Samay sa para Samay sa para  chal da kahin
Tu bhi ankhiyon sa kabhi meri ankhiyon ki sun

Surili anhkiyon wale Suna hai teri ankhiyon sa Surili anhkiyon wale

Suna da zara ankhiyon sa Surili anhkiyon wale Suna da zara ankhiyon sa Surili anhkiyon wale Suna da zara aankhiyon sa

Veer: Surili akhiyon wale Video

Karthik Calling Karthik:Uff teri ada Video Music Lyrics

Monday, February 14th, 2011

Karthik Calling Karthik: Uff teri ada Lyrics

Jogi nach le, rang raj de – (2)
lehraake balkhaake tu duniya bhulaake naach
dhun koyi gun gunaale gaale tu gaake naach
ranginiyon mein kho ja, pike pilaake naach
madbhare naino se tu naina milaake naach
(uff teri ada, i like the way you move
uff tera badan, i like to see you groove
uff teri najar, it says i wanna dance with you) – (2)

Sun le saaheba, tu hai ik nasha
hosh hai mera saara kho gaya

Hosh gawa deewaane hosh gawaake naach
paas tu aa deewaane paas tu aake naach
dil mein hai armaan jaane saare jagaake naach
tan mein badan mein jaise aag lagaake naach
(uff teri ada, i like the way you move
uff tera badan, i like to see you groove
uff teri najar, it says i wanna dance with you) – (2)

Dekhake bhi nahi ho yakin
itani kyun hai bata tu haseen
tere husn se jindagi haseen
tere husn ke aage koyi haseen na kuchh bhi nahi
aankhon mein mere saare sapane sajaake naach
mujhako tu dil mein rakh le, dil ko dhadkaake naach
pyaar agar hai mujhase pyaar jagaake naach
jaan-o-dil hai jo tere mujhape lutaake naach
(uff teri ada, i like the way you move
uff tera badan, i like to see you groove
uff teri najar, it says i wanna dance with you) – (2)
Karthik Calling Karthik: Uff teri ada Video