Dil Walay Dulhaniyan Le Jayen Gay: Na Janay Meray Dil Ko Kiya Video Music LyricsLyrics

Na Janay Meray Dil Ko Kiya Lyrics

Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya

Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna

Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna

Dekha Na Tune Mudke Bhi Peechhe
Kuchh Der To Main Ruka Tha
Jab Dil Ne Tujhko Rokna Chaaha
Door Tu Ja Chuka Tha
Hua Kya
Na Jaana
Ye Dil Kyon
Deewana

Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna

Ay Vakt Rukja Thamja Thaharja
Vaapas Zara Daud Peechhe
Main Chhod Aayi Khud Ko Jahan Pe
Vo Reh Gaya Mod Peechhe

Kahan Main
Kahan Tu
Ye Kaisa
Hai Jaadu

Arre Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna

Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Kho Gaya .

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Pyaar Hota Hai Deewana Sanam
Ab Yahan Se Kahan Jaayein Hum
Teri Baahon Mein Mar Jaayein Hum

Dil Walay Dulhaniyan Le Jayen Gay: Na Janay Meray Dil Ko Kiya Video

You May Like This music too:

Leave a Reply