Humraaz: Pyaar Kar Ikraar Kar Video Music Lyrics

Humraaz: Pyaar Kar Ikraar Kar Lyrics

Pyaar Kar Ikraar Kar Izhaar Kar Inkaar Kar
Chaahe Jo Bhi De Saja Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza

Oh Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza

Jab Koyi Lagta Hai Dil Ho Jaan Se Pyaara
Uska Nareein Churana Nahin Hota Hai Gawara
Majboor Karta Hai Pyaar Yeh Dil Ka Sauda Hai Yaar

Yeh Dil Ka Khel Ajeeb Hai Yaar Jeet Main Bhi Kabhi Hoti Hai Haar
Jeet Ho Ya Haar Ho Aar Ho Ya Paar Ho
Chaahe Jo Bhi De Saja Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza

Aitbaar Hua Hai Mujhe Pyaar Hua Hai
Koyi Lage Apna Sa Pehli Baar Hua Hai
Paana Hai Ab To Use Chaaha Hai Dil Ne Jise

Paayega Kaun Khoyega Kaun Kiska Naseeb Kya Jaanega Kaun
Jo Bhi Ho Naseeb Mein Mehboob Ho Kareeb Mein
Chaahe Jo Bhi De Saja Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza
Oh Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza
Pyaar Kar Ikraar Kar Izhaar Kar Inkaar Kar
Chaahe Jo Bhi De Saja Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza
Tujhe Apna Dil Dene Ka Hai Maza

Humraaz: Pyaar Kar Ikraar Kar Video

You May Like This music too:

Leave a Reply